Markaz E Ruqya Naqshbandia Shazliya

  • Trustfeed ratings Icon
  • Trustfeed ratings Icon
  • Trustfeed ratings Icon
  • Trustfeed ratings Icon
  • Trustfeed ratings Icon

Deoband, India

markaz-e-ruqya-naqshbandia-shazliya.business.site
Wellness center

Markaz E Ruqya Naqshbandia Shazliya Reviews | Rating 5 out of 5 stars (7 reviews)

Markaz E Ruqya Naqshbandia Shazliya is located in Deoband, India on Abul barket street, near safaid Masjid. Markaz E Ruqya Naqshbandia Shazliya is rated 5 out of 5 in the category wellness center in India.

Address

Abul barket street, near safaid Masjid

Open hours

...
Write review Claim Profile

K

kawish sm

It was a good experience visiting this Markaz and I really experienced the difference before and after the visit.

B

B. Tiwari

Namaste Guruji me Apki bahut abhaari hun ki hamare maata g ko cancer jesi bimaari ne jakar rakha tha ilaaj ki hamne kami nhi chori harjagah awr taantrikon se bhi hamne bahut paise dekar bimari ka ilaaj karane ki koshishein bhi lekin sab thagne lage hain jabse aapk baare me jaankari mili awr aapka aashirvaad paraa hai hamaare uper tab se maata g cancer jesi bhayanak bimari me bahut araam mila hai qunki jo aapne parhne k lye tha wo parh rahe hain toab test karaye hain to normal ki taraf aarha hai hame is jeevan me kya saare jeevan k abhaaari rahenge dhanyvaad guruji

N

Naveen Khan

Assalamualaikum hazrat aapka bahut bahut shukrya ki aapki mehnat se bahut faayda hua hai mujhko mere kaam me warna delhi me mene jaha rehta hu bahut Sare karate hain ilaaj paise lelete the but kaam adhoora rehta tha awe milte bhi nhi the lekin allah k karam se aapse mulaqat bhi asaani se hogaye hai awe kaam bhi hogaya aapse Duaon ki darkhwaast hai.

M

Munindar singh

Guruji aapka bahut aashirwaad hua haiki aapka ilaaaj jab se shru hua hai tabse hamare bhai k ghussa bhi kam hua hai awr mohabbat gharwalo ME aagaye hai warnaham pareshan they awrose bhi hamne ilaaj karwaya lekin paise lekar zyada faayda nhi huatha aapne Ham ghareeb par kirpa Kihai kam paiso ME aapka abhaari hu hamesha

M

Mohd Ahtsam

Alhamdolillah hazrat aapki mehnat se Hamare abbu sugar jesi bimaari me mubtala the mustaqil Barhi rehti thi wo lekin unko bahut faayda huaa hai jo aapne parhne ka wazeefa bataya tha awr ilaj bataya tha Allah k karam se shukrguzaar hain ham aapk or jis time me emergency me call ki aapne foran jawab dya hai awr aapk Jo harjagaho par sikhaaye hue hain log unse bhi araam mila hai jo hamare yaha Bethte hain shukrya bahut aapka

N

Nabeel Usmani

Allah ka shukr hai bahut bahut hazrat aapki mehnat se awr Allah k hukum se meri preshani door hogaye hai warna hamne kitne ilaj karaye hain sab log paise bhi lete the awr kuch fayda nhi hota tha aapki aajzi se awr hamare kam paise k bawajood behter se behter ilaaj kya hai aapne. Awr sabse bari baat hai ki aapse contact krne me problem nhi hui hai easily available hogaye aap awr wo bhi har kisi k lye bahut acha laga hai.Allah paak sabko shifa de aapko ilaaj se qunki jese narmi sunithi ek sb se wese hi hain aap mashallah. Jazakallah

S

suhail siddiqui

Hazrat mjhe bahut Khushi horahi hai yaha likhte hue ki allah ka shukar hai meri Jo preshani thi rozgaar ki aapk ilaaj se bahut behtraai se puri hogaye hai warna bahut taweez kyethe bas aapk ilaaj se hi allah k hukum se faayda hua hai qunki aapki niyat khidmat hai mashallah warna ispreshani me aapne mere kam paiso me bhi ilaaj kardya hai awr mustaqil contact krne pr aapse asaani se contact hua hai shukrya aapka bahut bahut